About This Video
#merizindagihaitu #haniaamir #bilalabbaskhan
Welcome back to Charcha Gali Gali, jahan hum karte hain Pakistani dramas ka full breakdown — punch, masala aur emotion ke saath! 💥
Aaj hum baat kar rahe hain ARY Digital ke naye drama “Meri Zindagi Hai Tu” ke dono official teasers ki — jahan Bilal Abbas Khan aur Hania Aamir ki chemistry ne internet ko hila diya! 😍
💞 Kya hota hai jab ek charm machine aur ek savage queen milte hain?
Ek taraf pyaar ka proposal, doosri taraf savage rejection — aur...